Tamma Tamma Loge Tamma Song Lyrics | Badrinath ki Dulhaniya

Namaste behno aur bhaiyo
Bade hi kam shabdo mein
Aapko sunana chahata hoon
Uss saal ka lokpriye geet yeh

Tu premi (yeah)
Main premi (control)
Tu raazi (wait a minute)
Main raazi (uh ho!)
Tu. (aaha)
Main. (aaha)
Tu. (aaha)

Download: Tamma Tamma Loge Tamma Song Ringtones


(Salaam le jata hua, udan khatola
Aur been bajati hui naagin)

Tu premi (aaha)
Main premi (aaha)
Tu raazi (aaha)
Main raazi.

Phir kya daddy kya amma
Ik bas tuhi pyar ke kaabil
Saara jahan hai nikamma

Tamma tamma loge
Tamma tamma loge tamma
Tamma tamma loge
Tamma tamma loge tamma

Yo!


Rakhu na baby koi bhi shanka
Apne pyar ka baja du danka
Tere mere beech mein jo koi bhi aaya
Uski laga du lanka

Download: Bollywood Songs Ringtone


Chhod chadke duniyadari
Bas tere pichhe pad gaya main
Sapno mein toh already
Ghodi-wodi chad gaya main

Mujhko baby lucky kar
Baat hamari pakki kar
Itna kya soche mujhe haan bol ke
Kam tu nakki kar

Tujhe zarurat mere jaise yaar ki
Mujhe zarurat tere jaise yaar ki

Jale jo usko aur jalao
Naacho chamma cham chamma

Tamma tamma.
Tamma tamma.

Comments

Popular Posts